Friday, August 1, 2014

Ehtelam se kya hota ha? What is Answer in Hindi, Urdu?

Ehtelam se kya hota ha? What is Answer in Hindi, Urdu?

Ahtlam or ehtlam meaning in Hindi Swapndosh hota ha. first is question par bat karenge ke Ahtlam kya hota ha?
Answer: Ahlam is a natural process. Actually Swapndosh 1 natural process ha. It means yeah 1 qudrati, prakratik process ha, hota yeah ha ke body me jis tarha blood banta ha same is tarha hi Virya (means in Urdu Mani) banta ha expert ke mutabiq jab yea mani zyada banjati ha to automatically over flow hone se ling (land) ke through kharij (exit) ho jati ha. Is ko hi night fel or Ahtlam or swapnadosh kahajata ha. This is a Hindi and Urdu word..